Saturday, April 2, 2016

Peeshab band honay/Pathri ki dua aur ilaj (Urdu/Hindi)



Ager apka peshab band hogaya hai aur uski waja se pathri ka samna hai ye dua/wazifa InshAllah apko rahat aur chaain naseeb karegi. ye amal sunnat se sabit hai. Brah-e-karam koshish karain namaz ki pabandi karain aur is dua ko din mai jitni dafa hosakay woh parhtay rahen. yad rahay doctor se ilaj zaruri hai kion k baaz log ye samajhtay hain k peshab band hojanay k aur pathri ka masla sirf rohani problems jesay jaadoo hai us se hota hai magar aisa nahi. Baaz logou ko ye masla rohani masayal ki waja se hota hai jab kay aksariyat ko ghalat asshiya ka istimal jesay tambakoo, pan, gutka, chaliya wagera k beja istemal se bi hota hai. 

Peshab band hojanay aur pathri khatam karnay ki dua Urdu/Hindi

Peshab/pathri ka ilaj wazifa/dua Urdu/Hindi


No comments:

Post a Comment